Shikwa Nahi (Single)

Tracklist (1 songs)


Summary


Tere bin na raha kabhi Tere bin na reh sakunga Tere bin na jiya kabhi Tere bin na jee sakunga Toote dil ki waaz ko sun Tu sun to sahi Shikwa nahin kisi se Kisi se gila nahin Naseeb mein nahin tha jo Humko mila nahin Shikwa nahin kisi se Tu mil na paaya Yaadein mil gayi Teri yaadein mil gayi Tanhaaiyaan mili hain Tu na mili mujhe Tu na miliā€¦ Toote dil ki waaz ko sun Tu sun to sahi Armaan tha humako jiska Woh khwaab mila nahi Naseeb mein nahin tha jo Humko mila nahin Shikva nahin kisi se Tujhse judaa hokar jaaun main kidhar Tere bina jaaun main kidhar Tadapta hi rahun Phirun main darbadar Haaye phirun main darbadar Toote dil ki waaz ko sun Tu sun to sahi Wo chahaton ka har pal Ab silsila nahin Naseeb mein nahin tha jo Humko mila nahin Shikwa nahin kisi se

Synopsis